10 Best KGF Dialogues Which Will Give You Goosebumps
KGF is one of the most loved movies from the South. If you haven't watched this movie yet, you are missing a big part of the film industry. The movie is a bit complicated and initally you might not ubderstand a few things. But as the story goes by, things start making sense and you will get into the story. The movie has a huge fan base as it has engagement power. Today, I will be sharing some of this movie's famous dialogues.
1. Agar tujh mein himmat ho ki hazar log tumhare peeche khade hai… toh tum sirf ek jung jeetoge … magar hazar logon ne himmat jutta li ki tum samne khade ho… toh tum poori duniya jeet jaaoge
2. Is duniya mein sabse bada yodha maa hoti hai
3. Trigger pe ungli rakhne wala har koi shooter nahi hota … ladki pe haath daalne wala har koi mard nahi hota … aur apun ki aukaat, apun ko chahne walo ke alava aur koi samajh nahi sakta
4. If you think you’re bad… I’m your dad
5. “Mumbai kya tere baap ka hai kya re…”
“Nahi re tere baap ki hai… aur tera baap main hoon!”
6. Ghayal sher ki saansein… uski dahaad se bhi zyada bhayanak hoti hai
7. Ladai mein kaun pehle maarta hai isse koi farak nahi padta … farak isse padta hai ki pehle kaun neecha gira
8. Chillar ke liye haath phailana padta hai… noton ke liye haath uthana padta hai
9. Maut ko dekha pairon ki dhool ki tarah… taqdeer ko thukrane wale sultan ki tarah… chingaari pair se dabake dhaar-dhaar khanjar pe chalke… dil mein joh dar utha usse maarke … jigar walo ki fauj bankar dushman pe chha gaya … kaal ka karne vinaash mahakaal aa gaya
10. Is Bambai mein apun ke address pe pincode na ho toh bhi post aa jaata hai … pata hai kyun? apun ka naam hi itna famous hai
So these were some of the dialogues from the movie, I hope these lines gave you the vibe of the type of movie it is.