10 Best Quotes, Poems & Shayari by Gulzar Saab Ever Till 2021

 

Bollywood wouldn't be what it is today without the words of Gulzar Saab. His contribution in the industry is very valuable. Most of the hit and evergreen Bollywood songs are written by him. He has worked for generations and with different filmmakers, actors and more. His songs have such beautiful meaning and sense, it gives so much pleasure to listen to them. Today, I will be listing some of his great quotes, shayaris and words. 

1. “Zulf mein phansi hui khol denge baaliyaan.
Kaan khinch jaaye agar, Kha lein meethi gaaliyan.”

2. “Aane wala pal jane wala hai.
Ho sake toh isme, Zindagi bita do,
Pal jo yeh jaane wala hai.”

3. “Dil mein kuch jalta hai, Shayad dhuan dhuan sa lagta hai.
Aankh mein kuch Chubhta hai, Shayad sapna koi sulagta hai.”

4. “Aaina dekh kar Tasalli hui, Hamko is ghar mein jaanta hai koi.”

5. “Umr Kehti hai, Ab Sanjeeda hua jaaye, Dil Kehta hai, Kucch Nadaaniyaan aur sahi.”

6. “Aisi uljhi nazar unse hatt ti nahi,
Daant se reshmi dor katt ti nahi.
Umra kab ki baras ke safaid ho gayi;
Kaari badari jawani ki chattti nahi.”

7. “Shart lagi hai mar jaane ki
Jeena hai toh pyaar mein
Deh kahin bhi ho mera
Jaan rakhi hai yaar mein.”

8. “Taqleef khud hi kam ho gayi, Jab apno se umeed kam ho gayi.”

9. “Bahut andar tak jalaa deti hai, Woh shikaayatein jo bayaan nahi hoti.”

10. “Manzilein se Gumrah kar deta hain kucch Log.
Har kisi se Raasta poochna accha nahi hota.”

I hope these words made your heart smile, like they do mine.