10 Best Romantic Dialogues from Bollywood Movies

 

Today, I will be talking about some of the easily recallable bollywood comic, cheesy and romantic dialogues. So let's begin.

1. Tumhara ishq, ishq … aur humara ishq, sex? Ishqiya (2010)

2. Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai … magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta, Mughal-e-Azam (1960)

3. Kuch Kuch Hota Hai, Anjali, tum nahi samjhoge … Kuch Kuch Hota Hai (1998)

4.  Tere bina kisi cheez mein mauj nahi … na ladkiyan taadne mein, na chai mein, na chowmein mein, Band Baaja Baaraat (2010)

5. Pata hai, yahan se bahut door, galat aur sahi ke paar, ek maidan hai, main vahaan milunga tujhe, Rockstar (2011)

6. Poochhke rakhiye haat, koi mana thodi hai, permission leni chahiye … Gangs of Wasseypur 1(2012)

7. Laal mere dil ka haal hai…lagta tumpe kamaal hai..yeh tohfa nahi sawaal hai, Kya Subhash Ghai ki picture Taal hai?, Kal Ho Naa Ho (2003)

8. Mere dil ka woh hissa kambakhat mera kab tha? Kabhi Kabhie (1976)

9. Ab toh hum friend ho gaye hai naa? Masaan (2015)

10. Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai, Om Shanti Om (2007)