15 Iconic Shahrukh Khan Dialogues Which One Can't Get Over.

 

Shah Rukh Khan is a Bollywood actor. He is the epitome of perfection, and his name requires no explanations or examples. Shah Rukh Khan, also known as King Khan, Baadshah, the King of Bollywood, and the King of Romance

King Khan's dialogues aren't only spoken by commoners; Barack Obama even quotes him! Remember Obama's popular recitation of SRK's Bade Bade Deshon Mein dialogue from DDLJ at the Delhi Townhall event at Siri Fort auditorium? Khan has had such an influence on his global audience.

SRK is such a versatile actor that he has nailed every role he has performed, from Raj in DDLJ to a psycho Lover in Darr, whether it is a heroic or villain role, he has excelled in all of them. 

    While most of his dialogues are romantic, I have attempted to include all of SRK's well-known and memorable lines.

1. Baazigar  Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna padta hai. Aur haar ke jeetne waale ko baazigar kehte hai…Ab sailaab aayega Madan Chopra… Sailaab!

2. Darr, I love you K..K..K. Kiran! 

3. Pardes  Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai, utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai…

4.  Kuch Kuch Hota Hai Pyar dosti hai. Agar woh meri sab se accchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta. Kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin. Simple, pyar dosti hai…

5. Mohabbatein  Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon, aur is liye nahi ki koi aur nahi mili, par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti…

6. Kabhi Khushi Kabhi Gham  Zindagi main kuch banna ho, kuch hasil karna ho, kuch jeetna ho, toh hamesha apne dil ki suno. Aur agar dil se bhi koi awaz na aaye, too apni aankhein band karke apni maa aur baba ka naam lo… Phir dekhna tum har manzil paa sakoge. Har mushkil aasan ho jayegi, jeet tumhari hogi, sirf tumhari!

7. Devdas  Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai, hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake…

8. Mohabbatein  Mohabbat bhi Zindagi ki Tarah hoti hai har mod aassan nhi hota, har mod par Khushi nhi hoti par jab hum Zindagi ka Saath nhi chhodte Phir Mohabbat ka Saath kyun chhodein.

9.  Chennai Express- Don’t underestimate the power of a common man.

10. Om shanti Om – Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai.. ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai.

11. Swades – Jo kabhi nhi jaati hai use hi jaati kehte hai.

12. Dilwale - Hum Shareef kya hue ... poori Duniya hi badmash ban gayi.

13. Kal Ho na Ho - Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj 1 zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho

14“Rishtey Sirf Khoon se nahi hote... Mohabbat se bhi bante hai.” - My Name is Khan

15. Mohabbat ke zamaane guzar gaye janaab… Ab chote mote pyaar se hi kaam chala lijiye aap.” - Kabhi Alvida Naa Kehna