Top 10 Bollywood Romantic Movie Dialogues Ever Till 2023
Songs and romantic dialogues are essential components of Bollywood films. Movies like Umrao Jaan, Devdas, and Mughal-E-Azam have set a high standard. However, new-age films are not on the decline. There is constant competition for promising scripts, storylines, and, yes, romantic dialogues. The cheesy dialogues in Bollywood films are more popular than the action sequels.
Here is the list of the top 10 Bollywood Romantic Movie Dialogues until 2023.
-
Fanaa
“Humse door jaoge kaise, Dil se humein bhulaoge kaise, Hum woh khushboo hai Jo saanson mein bastein hai, Khud ki saason ko rok paoge kaise?”
-
Om Shanti Om
“Itni Shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ke har zarre ne mujhe tumse Milane ki saazish ki hai. Kehte hain ki…agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.”
-
Raanjhana
Namaaz mein woh thi, Par laga dua hamari Manzoor ho gayi.”
-
Kaho Na Pyaar hai
“Tumhe dekhna ke liye mujhe in aankhon ki zaroorat nahin hai .... Main toh tumhe band aankhon se bhi dekh sakti hun.
-
Aashiqui 2
Pyaar, mohabbat, aashiqui sirf lafzon ke sivah aur kuch nahi ... par jab woh mili ... in lafzon ko mainne mil gaye
-
Dil Chahta hai
Mujhe Yakeen Hai Ki Main Sirf Isliye Janma Hoon Ki Tumse Pyaar Kar Sakun Aur Tum Sirf Isliye, Ki Ek Din Meri Ban Jaao
-
Kabhi Khushi Kabhi Gam
Dosti ke alava bhi kuch rishtey hote hai, kuch rishtey joh hum samajhte nahi, kuch rishtey joh hum samajhna nahi chahte, kuch rishtey jinka koi naam nahi hota, sirf ehsaas hota hai, kuch rishtey jinki koi deewar nahi hoti, sarhad nahi hoti, aaise rishtey joh dil ke rishtey hote hai, pyaar ke rishtey hote hai, mohabbat ke rishtey hote hai
-
Jab We Met
Jab koi pyaar me hota hai, toh koi sahi galat nahi hota
-
Mohabbatein
Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasaan nahin hota, har mod par khushi nahin milti, par jab hum zindagi ka saath nahin chhorte, to mohabbat ka saath kyon chhorein
-
Ae Dil Hai Mushkil
Love teda hai, lekin uss tede love mein bhi sukun pana sirf kuch logon ko aata hai.