Top 10 Raj Kumar Dialogues Ever

 
raj kumar

Raj Kumar is an iconic actor had Bollywood had had. The actor is known for his intoxicated voice, powerful dialogue delivery and charming personality. He was born in 1926 in Pakistan. He made his debut in the film industry with Rangili in 1952. Today, we will be talking about some of his popular dialogues. 

  1. Hum tumhe aisi maut maarenge…tumhari aane wali nasalon ki neend bhi uss maut ke khauf se udh jayegi.
  2. “Dada toh is duniya mein sirf do hain…ek upar waala aur doosre hum”
  3. “Yeh commando bada khatarnak hai tumhara BAAP hai”
  4. Hum tumhe woh mautdenge…joh na to kisi kanoon ki kitaab mein likhi hogi…aur na hi kabhi kisi mujrim ne soochi hogi
  5. “Na talwar ki dhaar se, na goliyan ki bauchaar se…banda darta hai toh, sirf parvar digaar se”
  6. Kaash ke tumne humein aawaaz di hoti…toh hum maut ki neend se uthkar chale aate
  7. Hamari zabaan bhi hamari goli ki tarah…Dushmanon se seedhe baat karti hai
  8. Hum aankhon se soorma nahin churate…hum aankhen hi chura lete hain
  9. Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge…lekin woh Bandook bhi hamari hogi, Goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga.
  10. Auron ki zameen khodoge, toh usme se matti aur patthar milenge…aur hamari zameen khodoge, toh usme se hamare dushmano ke sar milenge.

If you have ever listened or watched his films then while reading these dialogues, his voice must be in your head. Right? He got nominated for various prestigious awards and even claimed many of them. He died in 1996 and had entertained the audience for around 40 years.