Top 15 Old Bollywood Dance Songs That Are Still Chartbusters

 
retro

The soulful and heartfelt retro songs have their own charm, and we're sure that after listening to them, you'll put them at the top of your playlist and on repeat.  The old Hindi songs from the 1960s, 1970s, and 1980s contain some of the most fantastic performances by legendary artists such as Kishore Kumar, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, and others.

25+ Retro Songs for Dance

Here is a list of old Bollywood dance songs that are still chartbusters.

  1. Pal Pal Dil Ke Paas

Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehti ho
Pal-pal dil ke paas tum rehti ho

  1. Yeh Shaam Mastani

Ye Shaam Mastaani, Madahosh Kiye Jaaye
Mujhe Dor Koi Khinche, Teri Aur Liye Jaaye
Ye Shaam Mastaani, Madahosh Kiye Jaaye
Mujhe Dor Koi Khinche,Teri Aur Liye Jaaye

  1. Kya Khoob Lagti ho

Kya khoob lagti ho, Badi sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho, Badi sundar dikhti ho
Phir se kaho, kehte raho, Acha lagta hai
Jeevan ka har sapna, Ab sacha lagta hai

  1. Pyar Hume Kis Mod pe

Battiyan bujhaa do ke neennd nahin aati hai
Battiyan bujhane se bhi neend nahin aaegi
Battiyan bujhane vaali jaane kab aaegi
Shor na machao varana bhabhi jaag jaaegi
Pyaar hamein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye, koi to bataye, kya hoga

  1. Hawa hawai

Main khwabon ki shahzadi
Main hoon har dil pe chhayi
Main khwabon ki shahzadi
Main hoon har dil pe chhayi

  1. Dil Kya kare jab kisi se

Kisi Ko Pyaar Ho Jaaye,
Jaane Kahan Kab Kisi Ko,
Kisi Se Pyaar Ho Jaaye,
Unchee Unchee Diwaaron Si,
Is Dunyan Ki Rasme,
Naa Kuchh Tere Bas Mein Julie,
Naa Kuchh Mere Bas Mein

  1. Apni toh Jaise Taise

Apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Kat jaayegi
Aapka kya hoga janaabe-aali
Aapka kya hoga

  1. Om Shanti Om

Ai meri umar ke naujawano
Dil naa lagana o divano
Maine pyar karke chain
Khoya nind khoyi
Arre jhuth toh kehte nahi
Hai kehte nahi hai log koyi
Ae pyar se badhkar nahi
Hai badhkar nahi hai rog koyi

  1. Badan pe Sitare 

Badan Pe Sitaare Lapate Huye
O Jaane Tamanna Kidhar Jaa Rahi Ho
Zara Paas Aayo To Chain Aa Jaye
Zara Paas Aayo To Chain Aa Jaye

  1.  Honthon se aisi Baat

Honthon me aisi baat
Honthon me aisi baat
Mai dabaake chali aayi
Khul jaaye wohi bat toh
Duhaayi hai duhaayi

  1. Yeh Chand Sa Roshan Chehra

Ye chand sa roshan chehara
Zulfon ka rang sunehara
Ye jheel si nili aankhe koi
Raaj hain in mein gehara
Taarif karu kya us ki
Jis ne tumhe banaya

  1. Aaja Aaja Mei Hu Pyaar Tera

Aa jaa aa jaa main huun pyaar teraa
Allaah allaah inkaar teraa o
O aa jaa, aah aah aa jaa, aa e e aa jaa
Aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
Aah aah aa jaa, aa e e aa jaa,
Aah aah aa

  1. Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
    Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
    Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
    Ham Ko Mili Hain Aaj, Ye Ghadiyaan Nasib Se
    Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Ham Ko Karib Se

  2. Chura Lia Hai Tumne Jo Dil Ko

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

  1. Tum Aa Gaye Ho Noor Aa Gaya

Tum aa gaye ho, nur aa gaya hai
Nahin to charago se lau ja rahi thi
Jine ki tumse wajah mil gayi hai
Badi bewajah jindagi ja rahi thi
Tum aa gaye ho, nur aa gaya hai