Top 10 Dialogues Of Dangal
Feb 25, 2022, 01:05 IST
Dangal is a Bollywood sports drama film starring Aamir Khan. It is based on the life of former wrestler Mahavir Singh Phogat and his two daughters, Geeta and Babita Kumari Phogat. Dangal is a motivational Hindi film with many wonderful dialogues, recently surpassed the new milestone of 1000 Crores worldwide, which is the most by any Bollywood film till now. Dangal Dialogues are inspirational, and some are even amusing. Below is a list of Dangal Dialogues from the 2016 film.
- Geeta ka natural game attacking hai, aapne technique ke chakkar me fasa ke uska game hi ulta kar diya, yo to wahi baat ho gayi ki sehwag ko bola jaye ki tu dravid ki tariya khel, na sehwag reh jave ga na dravid ban paavega…
- Bas ek saal dede mujhe, Ek saal tak apne kaleje pe pathar rakh le
agar main galat sabit ho gaya to main zindagi bhar apne kaleje pe pathar rakh lunga.. - Re dil chhota mat kar, national level champion se haara hai tu…
- Pehelwani me shohrat kamai, ijjat kamai bas paise nahi kama paya.. Naukari karli..
- Jo Main karna chahta tha wo mhaara beta karke dikhawega, desh ke liye gold jittega mhara beta..
- Main hamesha yo soch ke rotta reya ki chhora hota to desh ke liye khushti me gold lata, yo baat mere samajh me na aayi,
ki gold to gold hota hai, chhora laave ya chhori.. - ye khushti hai 3 sorry me khel khatam ho jata hai…
- medals ped pe nahi ugte, unhe banana padta hai, pyar se mehnat se lagan se..
- Agar silver jeeti, to aaj nahi to kal log tanne bhul javenge, aur gold jeeti to misaal ban javegi, aur misaale di jaati hai, bhuli nahi jaati…
- Kehte hai Dubne wale ko tinke ka sahara kaafi hota hai, aur yaha to tau ji ko do do life guard mil gaye the..